Thursday 30 May 2013

Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin

Zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
(Mirza Ghalib)
Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
(Allama Iqbal)

2 comments:

  1. Kaafir ke dil se aaya hu main dekh kar faraz,
    maujood hai waha bhi khuda, usse pata nahi

    ReplyDelete
  2. peena hai tho.. jaa pee jannat mein jaa k ae baba.....
    khuda maujood hai waha bhi magar peene ko mana nhi.....

    ReplyDelete